Instant Rasmalai

Copy Icon
Twitter Icon
Instant Rasmalai

Description

Cooking Time

Preparation Time :10 Min

Cook Time : 20 Min

Total Time : 30 Min

Ingredients

Serves : 2
  • 4 cups milk


  • 1/2 cups milkmaid


  • 1/4 tsp safron


  • 1 tsp tooty frooty red and green


  • 1 tbsp chopped dry fruits ( badam and kaju)


  • 2 tbsp sugar according to taste

Directions

  • Milk ko boil karne rakhe aur thoda gaadha hone tak chalate rahe jo malai aaye usko side me lagate jaye sugar mix kare
  • Milkmaid mix kare aur jab milk poori tarah gaadha ho ne lage gas band kar de.
  • Thodr se milk me kesar thodi mix kare aur boil milk me mila de.
  • Thanda hone par freeze me rakh de.
  • Bread ko glass ya kisi cheez ki sahayta se circle shape me cut kr le.
  • Ek bowl me thoda milk le aur bread ke shape ko dip karke plate me rakhe.
  • Ab freeze se rabdhi nikaal kar bread ke upper daale achche se.
  • Kesar aur dry fruits and tooty frooty se garnish kare
  • tips- Aap bread ko direct rabdhi me bhi dip karke plate me nikaal sakte.